Showing posts with label songs. Show all posts
Showing posts with label songs. Show all posts

Wednesday, May 25, 2011

Mere Bina

Loving this song from Crook – called Mere Bina…
Lyrics by Kumaar, Music by Pritam (kudos!), sung fabulously in different versions by KK and Nikhil D’Souza.

Mere bina mein rehne laga hoon
Teri hawaon mein behne laga hoon
Jaane mein kaise, Tera hua hoon
Mujhe to lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon…haan

Tujhko jo paaya (ahan)
Toh jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan
Tujhko jo paaya (ahan)
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

Pehle se zyada, main jee raha hu
Jabse main tere dil se juda hoon
Rahon pe teri mein to chala hoon
Tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon

Tujhko jo paaya (ahan)
Toh jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan
Tujhko jo paaya (ahan)
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

Teri nazar me nayi si adaa hai - naya sa nasha bhhi ghula hai
Kayi dino se bandha tha baadal jo - tere hi baalon me khula hai
Teri hadon me, meri basar hai
Ab tujhe bhi, jana kidhar hai
Jahan rahe tu, main wo jahan hoon
Jise jiye tu, main wo sama hoon
Teri waja se naya naya hoon
Pehle kaha na maine ab ye tumse kehne laga hun..aaaa

Tujhko jo paaya (ahan)
Toh jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan
Tujhko jo paaya (ahan)
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

Sunday, May 22, 2011

Jiyein Kyun

Heard this song from Dum Maaro Dum a few days ago and absolutely can’t get out of my head ever since.
The lovely lyrics are by Jaydeep Sahni with brilliant music by Pritam, and soulfully rendered by Papon, a young Assamese singer.

naa aaye ho naa aayo ge na phone pe bulaoge
naa sham ki karari chai labonse yuh pilaoge
naa aaye ho naa aayo ge na din dhale sataoge
naa ki nasheli bye se nind me jagaoge
gaye ho tum gaye ho kyun hai raat baki hai
gaye ho tum gaye ho kyun sath baki hai
gaye tum gaye hum tham gaye per baat baki hai
gaye kyun? to jiyein kyun?

naa aaye ho naa aayo ge na dooriyaan dhikhaoge
naa tham ke vo josh mein yuh hosh se udaoge
naa aaye ho naa aayo ge na ghut usse sunaoge
naa ruthe ke sirhane mein remote ko chupaoge
gaye tum gaye ho kyun ye raat baki hai
gaye ho kyun saath baki hai
gaye tum gaye hum tham gaye her baat baki hai
gaye kyun? to jiyein kyun?

aankh bhi tham gayi na thaki
raat bhi na bati na kati
raat ki cher ki marthi
nind bhi loot gayi jin gayi
raat bhi na sahi na rahi
raat ki lazmi zalimi
gaye tum gaye ho kyun ye raat baki hai
gaye ho kyun saath baki hai
gaye tum gaye hum tham gaye har baat baki hai
gaye kyun? to jiyein kyun? (2)
to jiyein kyun…

naa aaye ho naa aayo ge na phone pe bulaoge
naa sham ki karari chai labonse yuh churaoge

  Essays Reading Amit Chaudhuri’s  On Being Indian  amid a Proliferation of Police Barricades by    Radhika Oberoi Following the June 2024 e...