Heard this song from Dum Maaro Dum a few days ago and absolutely can’t get out of my head ever since.
The lovely lyrics are by Jaydeep Sahni with brilliant music by Pritam, and soulfully rendered by Papon, a young Assamese singer.
naa aaye ho naa aayo ge na phone pe bulaoge
naa sham ki karari chai labonse yuh pilaoge
naa aaye ho naa aayo ge na din dhale sataoge
naa ki nasheli bye se nind me jagaoge
gaye ho tum gaye ho kyun hai raat baki hai
gaye ho tum gaye ho kyun sath baki hai
gaye tum gaye hum tham gaye per baat baki hai
gaye kyun? to jiyein kyun?
naa aaye ho naa aayo ge na dooriyaan dhikhaoge
naa tham ke vo josh mein yuh hosh se udaoge
naa aaye ho naa aayo ge na ghut usse sunaoge
naa ruthe ke sirhane mein remote ko chupaoge
gaye tum gaye ho kyun ye raat baki hai
gaye ho kyun saath baki hai
gaye tum gaye hum tham gaye her baat baki hai
gaye kyun? to jiyein kyun?
aankh bhi tham gayi na thaki
raat bhi na bati na kati
raat ki cher ki marthi
nind bhi loot gayi jin gayi
raat bhi na sahi na rahi
raat ki lazmi zalimi
gaye tum gaye ho kyun ye raat baki hai
gaye ho kyun saath baki hai
gaye tum gaye hum tham gaye har baat baki hai
gaye kyun? to jiyein kyun? (2)
to jiyein kyun…
naa aaye ho naa aayo ge na phone pe bulaoge
naa sham ki karari chai labonse yuh churaoge
No comments:
Post a Comment